Aata Hai Mujhko Yaad Tera Pyar, Rehta Hai Ye Dil Mera Beqarar Lyrics

aata hai mujhko yaad tera pyar rahta hai ye dil mera bekarar sapno me chuma tujhko kai bar baho me teri hi mila karar suno tum jaha bhi ho sanam tumko meri hai kasam lot aana suno wo bita hua kal yaad aata hai har pal wo zamana mai hu tera diwana tu sama mai parwana na bhulana bhul na jana lot aana tere bin kuch bhi to na bhaye rat ko tadpu nind na aaye tujhko chhune ko dil ye lalchaaye yaad aate hai wo zulfo ke saye suno tum jaha bhi ho sanam tumko meri hai kasam lot aana suno wo bita hua kal yaad aata hai har pal wo zamana mai hu tera diwana tu sama mai parwana na bhulana bhul na jana lot aana do pyar karne walo ko kaha jine deta hai beraham jaha todkar zulmo ki diware aa basa le pyar ka jaha suno tum jaha bhi ho sanam tumko meri hai kasam lot aana suno wo bita hua kal yaad aata hai har pal wo zamana mai hu tera diwana tu sama mai parwana na bhulana bhul na jana lot aana na bhualna lot jana bhul na jana