Udaasiyaan Lyrics
?lo chaa gayi udaasiyan gulon ra rang utar gaya qareeb aake koi mere saaya sa guzar gaya mila tha jo bahar mein fiza mein wo bichhad gaya sanwar sanwar re rang e pyaar jaane ryun bikhar gaya har ek nagma pyaar ka fizaaon mein bikhar gaya na jaane jaan kaha gayi na jaane dil kidhar gaya ho ro rahi kali kali gum ri shaam dhal gayi tumhari yaad aayi is tarah meri jaan nikal gayi ho jaane jaan hai aasmaan surkh kyun dil mera machal gaya buna tha sapna jo kabhi toot ke bikhar gaya koi nahi dil mein aarzoo roshni kahi hai door raha hai khushiyon ki woh ladi jo aankhon mein piroyi thi ho zindgi har ghadi aas mein kat rahi tumhari yaad aayi is tarah meri jaan nikal gayi ho jaane jaan hai chaarsu khamoshiyan dil ka dard badh gaya nikhar nikhar ke pyaar ka woh aashiyan ujad gaya