Tune Loota Hai Kitno Ka Husno Shabab Lyrics
ye mana phul se naajuk hu lekin sherani mai hu tu shola hai mohabbat ka to bijli husn ki mai hu buri nazro se dekhega to kar dungi buri halat tu bawan gaj ka rawan hai to kya chhapan chhuri mai hu ke kate hume chhuri jise mai sidha lagta hun wo bijli pani pani jisse wo hathiyar rakhta hu mujhe dar hai, mujhe dar hai na mit jaye tu mera samna kar ke jo rakh de chir ke har dhal wo talwar rakhta hu tune luta hai kitno ka husno shabab tera khana kharab tera khana kharab tune luta hai kitno ka husno shabab tera khana kharab tera khana kharab hey khakh ho jayega re tera husno shabab tera khana kharab tera khana kharab khakh ho jayega tera husno shabab tera khana kharab tera khana kharab khakh ho jayega tera husno shabab tera khana kharab tera khana kharab