Aankhon Me Basa Lo Lyrics

aankho me basa lo, hame khab ki tarah aankho me basa lo, hame khab ki tarah hame sine se laga lo, kitaab ki tarah hame sine se laga lo, kitaab ki tarah ho aankho me basa lo, hame khab ki tarah aankho me basa lo, hame khab ki tarah hame sine se laga lo, kitaab ki tarah hame sine se laga lo, kitaab ki tarah ho bada kamsin ye mera shabaab hain aji ye bhi to koi kitaab hain bada kamsin ye mera shabaab hain aji ye bhi to koi kitaab hain ise padhna agar aa gaya meri jaan to kar lega tu paas har imthaan ham aye savaalo me jabaav ki tarah ham aye savaalo me jabaav ki tarah hame sine se laga lo, kitaab ki tarah hame sine se laga lo, kitaab ki tarah ho daur hota hain aisa shabab ka nasha pal bhar ka jaise sharab ka daur hota hain aisa shabab ka nasha pal bhar ka jaise sharab ka ilm se hi hota hainm duniya me naam aayegi bas padhaai, tere mere kaam mahkegi zindagi ye gulaab ki tarah mahkegi zindagi ye gulaab ki tarah hame sine se laga lo, kitaab ki tarah hame sine se laga lo, kitaab ki tarah ho aankho me basa lo, hame khab ki tarah aankho me basa lo, hame khab ki tarah hame sine se laga lo, kitaab ki tarah hame sine se laga lo, kitaab ki tarah ho