Kal Ka Raja Aaj Bikhari, Dekho Samay Ki Shaan, Samay Bada Balwaan Lyrics

kal ka raja aaj bikhari dekho samay ki shan kal ka raja aaj bikhari dekho samay ki shan baba samay bada balwan samay bada balwan baba samay bada balwan kal ka raja aaj bikhari dekho samay ki shan baba samay bada balwan samay bada balwan baba samay bada balwan jhuth daga chal or kapat ke jal biche hai raho me daya dharam ko chhod ke dunia mast hai aaj gunaho me sach or jhuth parakhne wali sach or jhuth parakhne wali aankhe hai hairan aankhe hai hairan baba samay bada balwan samay bada balwan baba samay bada balwan dhan daulat ka nahi bharosha cheej ye aani jani hai hamko bhi kuchh dete jao sari dunia pani hai kal aayega kam tumhare kal aayega kam tumhare aaj karo kuch dan aaj karo kuch dan baba samay bada balwan samay bada balwan baba samay bada balwan samay bada balwan baba samay bada balwan