Jane Dil Jane Tamanna Kaun Hai Lyrics
jaan-e-dil jaan-e-tamanna kaun hai jaan-e-dil jaan-e-tamanna kaun hai tumse accha tumse pyara kaun hai jaan-e-dil jaan-e-tamanna kaun hai jaan-e-dil jaan-e-tamanna kaun hai hum tumhare tum kisi ke ho gaye hum tumhare tum kisi ke ho gaye hum nahi samjhe humara kaun hai hum nahi samjhe humara kaun hai banda parwar aap hi farmayiye banda parwar aap hi farmayiye hum bure thahre toh accha kaun hai hum bure thahre toh accha kaun hai is tamasha gaahe aalam me jamaal is tamasha gaahe aalam me jamaal faisla kije tamasha kaun hai faisla kije tamasha kaun hai dekhna dil ki sadaye to nahi dekhna dil ki sadaye to nahi is khamoshi me ye goya kaun hai jaan-e-dil jaan-e-tamanna kaun hai tumse accha tumse pyara kaun hai jaan-e-dil jaan-e-tamanna kaun hai jaan-e-dil jaan-e-tamanna kaun hai