Tere Bina Jag Lagta Hai Suna Lyrics

ye phulo ka mausam, ye jhulo ka mausam arey bhul na koi karna hai bhulo ka mausam tere bina jag lagta hai suna, tere bina jag lagta hai suna tere bina jag lagta hai suna shadi se pehle mujhe nahi chhuna tere bina jag lagta hai suna tere bina jag lagta hai suna shadi se pehle mujhe nahi chhuna tere bina jag lagta hai suna doob ke dariya me mar jaun, doob ke dariya me mar jaun kaise main dil ki aag bujhaun, kaise main dil ki aag bujhaun thandi aahen bharle dur se kuch bhi karle thandi aahen bharle dur se kuch bhi karle pass magar mere aa tu na tere bina jag lagta hai suna shadi se pehle mujhe nahi chhuna tere bina jag lagta hai suna abke baras ikrar karenge, abke baras ikrar karenge agle baras hum pyar karenge, agle baras hum pyar karenge nam na le barso ka kar wada kal parso ka nam na le barso ka kar wada kal parso ka ek ek pal ek sal se duna tere bina jag lagta hai suna shadi se pehle mujhe nahi chhuna tere bina jag lagta hai suna aa na na na na aa na na na na choti umar ki main nar maweli choti umar ki main nar maweli mai kya janu ye prem paheli mai kya janu ye prem paheli bhul ke sari batiyaan mich le apni ankhiya bhul ke sari batiyaan mich le apni ankhiya tujhko dikhaun main pyar ka namuna tere bina jag lagta hai suna tere bina jag lagta hai suna shadi se pehle mujhe nahi chhuna na na na