Aai Zanjeer Ki Jhankar Lyrics

aayi zanjeer ki jhankar khuda khair kare dil hua kisi ka giraftar khuda khair kare aayi zanjeer ki jhankar jane ye kaun meri ruh ko chhukar gujra jane ye kaun jane ye kaun meri ruh ko chhukar gujra ek kayamat hui bedaar ek kayamat hui bedaar khuda khair kare lamha lamha meri aankho me khichi jaati hai lamha lamha meri aankho me khichi jaati hai ek chamakti hui talwar khuda khair kare ek chamakti hui talwar ek chamakti hui talwar khun dil ka na chhalak jaye kahi aankho se khun dil ka na chhalak jaye meri aankho se ho na jaye kahi izhaar ho na jaye kahi izhaar ho na jaye kahi izhaar khuda khair kare