Mere Vatan Mein Maine Suni Hai Tere Vatan Ki Kahaniya Lyrics

mere vatan me maine suni hai mere vatan me maine suni hai tere vatan ki kahaniya tujhme hai vo sab nishaaniya, o dilbar jaaniya is aashiqi me maine suni hai is aashiqi me maine suni hai logo se jitni kahaniya tujhme hai vo sab nishaaniya, o dilbar jaaniya na tha guman tak aise achaanak na tha guman tak aise achaanak in parvato ki in ghaatiyo me, milna tha hamko in wadiyo me dekho kahi se jaane kaha par dekho kahi se jaane kaha par le aayi hamko jawaniya tujhme hai vo sab nishaaniya, sab nishaaniya o dilbar jaaniya, o dilbar jaaniya baato me khushbu aankho me jaadu meri pasand ka mehbub hai tu, mehbub hai tu meri pasand ki mehbub hai tu, meri pasand se bhi khub hai tu ek dusre par marne ko rab ne ek duare par marne ko rab ne di hai hame zindagaaniya tujhme hai vo sab nishaaniya, sab nishaaniya o dilbar jaaniya, o dilbar jaaniya aankho me jhaanko tasvir dekho aankho me jhaanko tasvir dekho mere badan me jitna lahu hai har bund ke andar bas tu hi tu hai, tu hi tu hai jina hamara mushqil na kar de jina hamara mushqil na kar de ye pyaar ki meharbaaniya tujhme hai vo sab nishaaniya, sab nishaaniya mere vatan me maine suni hai tere vatan ki kahaniya is aashiqi me maine suni hai logo se jitni kahaniya tujhme hai vo sab nishaaniya, sab nishaaniya o dilbar jaaniya, o dilbar jaaniya