Bolo Sanam Ab Kya Hai Irada Lyrics
bolo sanam ab kya hai irada socho jara kya kiya tha vada bolo sanam ab kya hai irada socho jara kya kiya tha vada vada tha jeene ka, wada tha marne ka kuch kar gujarne ka toh kuch ho jane do kayamat aane do toh kuch ho jane do kayamat aane do bolo sanam ab kya hai irada socho jara kya kiya tha vada vada tha jeene ka, wada tha marne ka kuch kar gujarne ka toh kuch ho jane do kayamat aane do toh kuch ho jane do kayamat aane do din yahi to hain baaho me aane ka khatra nahi koi jalim zamane ka din yahi to hain baaho me aane ka khatra nahi koi jalim zamane ka bikhri julfe gaalo pe pasina lag ja sine se aa meri hasina ye din hain jeene ka, ye din hain marne ka kuch kar gujarne ka toh kuch ho jane do kayamat aane do toh kuch ho jane do kayamat aane do chal kahin chal de la apni baaho ko na rok de koi phir dil ki raaho ko chal kahin chal de la apni baaho ko na rok de koi phir dil ki raaho ko aisa mujh me kho ja mere pyare galiyan galiyan dhundha kare sare hilmil ke jeena hain, hilmil ke marna hain kuch kar gujarna hain toh kuch ho jane do kayamat aane do toh kuch ho jane do kayamat aane do bolo sanam ab kya hai irada socho jara kya kiya tha vada vada tha jeene ka, wada tha marne ka kuch kar gujarne ka toh kuch ho jane do kayamat aane do toh kuch ho jane do kayamat aane do