Ye Kya Hua Mera Dil Kho Gaya Lyrics

ye kya huwa mera dil kho gaya are ye kya huwa mera dil kho gaya ye kaisa jaadu kiya sanam pal bhar mein ho gayi teri balam ab tujh bin raha naa jaaye ye kya huwa mera dil kho gaya ye kaisa jaadu kiya sanam pal bhar mein ho gaye tere hum ab tujh bin raha naa jaaye re bas dekha aur pehchan liya tujhe maine apna maan liya pehli hi nazar mujhe lut gayi main lagne lagi nayi nayi ho bas dekha aur pehchan liya tujhe maine apna maan liya pehli hi nazar mujhe lut gayi main lagne lagi nayi nayi sun o piya mujhe ye kya huwa are re sun o piya mujhe ye kya huwa ye kaisa jaadu kiya sanam pal bhar mein ho gayi teri balam ab tujh bin raha naa jaaye tu pyar hai pyar ki khushboo hai mere jivan mein tu hi tu hai tu rajkumar hai sapno ka ae saathi mere janmo ka tu pyar hai pyar ki khushboo hai mere jivan mein tu hi tu hai tu rajkumar hai sapno ka ae saathi mere janmo ka tu hai mera bas tu hai mera tu hai mera bas tu hai mera ye kaisa jaadu kiya sanam pal bhar mein ho gayi teri balam ab tujh bin raha naa jaaye re ab aur naa dil ko tarasao kuch pyar ka amrit barasao jo pyar kabhi kam ho naa sake tum utna pyar badha jaao ab aur naa dil ko tarasao kuchh pyar ka amrut barasao jo pyar kabhi kam ho naa sake tum utna pyar badha jaao dil hai tera aur main bhi teri are re dil hai tera aur main bhi teri ye kaisa jaadu kiya sanam pal bhar mein ho gayi teri balam ab tujh bin raha naa jaaye re