Ek Baar Pyaar Ka (Duet) Lyrics

ek pyar ka nagma hain maujo ki rawani hain ek pyar ka nagma hain maujo ki rawani hain jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain ek pyar ka nagma hain maujo ki rawani hain jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain ek pyar ka nagma hain kuch pakar khona hain kuch khokar pana hain jivan ka matlab to aana aur jana hain do pal ke jivan se ek umar churani hain jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain ek pyar ka nagma hain tu dhaar hain nadiyan ki main tera kinara hun tu mera sahara hain main tera sahara hun aankhon ka samundar hain aashaon ka pani hain jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain ek pyar ka nagma hain tufan ko aana hain aakar chale jana hain baadal hain ye kuch pal ka sagar ka dhal jana hain parchhaiyaan rah jati rah jati nishani hain jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain ek pyar ka nagma hain ek pyar ka nagma hain yaadon ki rawani hain jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain ek pyar ka nagma hain jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain tu dhaar hain nadiyan ki main tera kinara hun tu mera sahara hain main tera sahara hun aankhon ka samundar hain aashaon ka pani hain jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain ek pyar ka nagma hain jo dil ko tasalli de wo saaj utha lao dam ghutne se pahle hi aawaz utha lao khushiyon ka tarang hai ashkon ki jabani hain jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain ek pyar ka nagma hain jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain ek pyar ka nagma hain ek pyar ka nagma hain maujo ki rawani hain jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain ek pyar ka nagma hain maujo ki rawani hain jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain ek pyar ka nagma hain main tera kinara hun tu mera sahara hain main tera sahara hun aankhon ka samundar hain aashaon ka pani hain jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain ek pyar ka nagma hain kuch pakar khona hain kuch khokar pana hain jivan ka matlab to aana aur jana hain is baat ka rona hain har chiz tufani hain jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain ek pyar ka nagma hain ek pyar ka nagma hain maujo ki rawani hain jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain ek pyar ka nagma hain maujo ki rawani hain jindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hain ek pyar ka nagma hai