Aadat Chhuda Du Janab Ki Lyrics
cheej kitani kharaab peete ho, mere hote sharaab pite ho aadat chhuda du janaab ki, main ban jaau botal sharaab ki main ban jaau botal sharaab ki aadat chhuda du janaab ki, main ban jaau botal sharaab ki main ban jaau botal sharaab ki main aag hu ye to hain dhuaa, isme nasha hai lekin kahaa main aag hu ye to hain dhuaa, isme nasha hai lekin kahaa ho masti ye mere shabaab ki main ban jaau botal sharaab ki main ban jaau botal sharaab ki aadat chhuda du janaab ki, main ban jaau botal sharaab ki main ban jaau botal sharaab ki meri najar se jo pi loge tum, meri najar se jo pi loge tum saari umar yaad rakhoge tum, saari umar yaad rakhoge tum ho haalat wo hogi janaab ki main ban jaau botal sharaab ki main ban jaau botal sharaab ki aadat chhuda du janaab ki, main ban jaau botal sharaab ki hay main ban jaau botal sharaab ki meri jubaa se sun loge jo tum, mari jubaa se sun loge jo tum apni jubaa se kahoge ye tum, apni jubaa se kahoge ye tum ho jo baat ki laajawaab thi main ban jaau botal sharaab ki main ban jaau botal sharaab ki aadat chhuda du janaab ki, main ban jaau botal sharaab ki main ban jaau botal sharaab ki hay main ban jaau botal sharaab ki