Wah Wah Kya Hain Baat Hai Teri Lyrics
ho dekhe mera khel jamaana ho jaaye diwaana re waah waah kya hain baat teri to, waah waah kya hain baat ho bhi kya hu tune to ye abhi nahi jaana re waah waah kya hain baat teri to, waah waah kya hain baat he apna jo waar hain bijali ki taar hain kahaa bekaar hain teri to haar hain chukega na dekh mera ye koi bhi nishana re waah waah kya hain baat teri to, waah waah kya hain baat waah waah kya hain baat teri to, waah waah kya hain baat waah waah kya hain baat teri to, waah waah kya hain baat teri to tu hain badi anaari main hu badi khiladi bulbul tujhe banakar main ban gayi shikaari tu bhi hain kitani bholi, ab band kar ye boli ban jaaungi main warna banduk ki ye goli dil ko ab thaam le tu, jeet ka naam na le he haraana tay hain tera, fir ye iljaam na le maane na tu maane mera kaam hain samjhana re waah waah kya hain baat teri to, waah waah kya hain baat waah waah kya hain baat teri to, waah waah kya hain baat waah waah kya hain baat teri to, waah waah kya hain baat teri to jo hain gurur tera main aaj tod dungi paagal bana ke tujhko main aaj chhod dungi meri jaan mere jalwe dekhe nahi hain tune dharti pe tu kadi hain, chali aasmaan chhune saamana kar tu mera, aise nahi josh me aa kisse takraai hain tu, aa jara hosh me aa lagata hai tu khel ko samajh pariyo ka fasaana re waah waah kya hain baat teri to, waah waah kya hain baat waah waah kya hain baat teri to, waah waah kya hain baat waah waah kya hain baat teri to, waah waah kya hain baat teri to