Chahoonga Mai Tujhe Lekin Kabhi Pyar Na Karunga Lyrics

chahunga mai tujhe lekin kabhi pyar na karunga chahunga mai tujhe lekin kabhi pyar na karunga tere jaisi ladkiya kitni aati hai jati hai hay hay kis kis ladki ko apne dil me jagah mai dunga chahunga mai tujhe lekin kabhi pyar na karunga tere jaisi ladkiya kitni aati hai jati hai hay hay kis kis ladki ko apne dil me jagah mai dunga chahunga mai tujhe lekin kabhi pyar na karunga aana hai to mere pichhe, mere pichhe chali aana aana hai to mere pichhe, mere pichhe chali aana jana ho to jaha marji jaha marji chale jana hai tere jaisi ladkiya kitni aati hai jati hai hay hay kisi ka ek pal bhi intzar na karunga chahunga mai tujhe lekin kabhi pyar na karunga chahunga mai tujhe lekin kabhi pyar na karunga yad na karunga tera nam nahi lunga or sab dunga tujhe dil nahi dunga yad na karunga tera nam nahi lunga or sab dunga tujhe dil nahi dunga tere jaisi ladkiya kitni aati hai jati hai hay hay jan kabhi tujhpe mai nisar na karunga chahunga mai tujhe lekin kabhi pyar na karunga chahunga mai tujhe lekin kabhi pyar na karunga tere jaisi ladkiya kitni aati hai jati hai hay hay kis kis ladki ko apne dil me jagah mai dunga chahunga mai tujhe lekin kabhi pyar na karunga lyrics typed by: neha gupta