Kahin Chand Raaho Mein Kho Gaya Lyrics

kahin chand raahon me kho gaya kahin chandni bhi bhatak gayi kahin chand raahon me kho gaya kahin chandni bhi bhatak gayi main charag wo bhi bujha hua main charag wo bhi bujha hua meri raat kaise chamak gayi kahin chand raahon me kho gaya kahin chandni bhi bhatak gayi meri daatan ka huruj tha teri narm palko ki chhanv me meri daatan ka huruj tha teri narm palko ki chhanv me teri narm palko ki chhanv me mere saath tha tujhe jaagana teri aankh kaise jhapak gayi mere saath tha tujhe jaagana teri aankh kaise jhapak gayi main charag wo bhi bujha hua main charag wo bhi bujha hua meri raat kaise chamak gayi kahin chand raahon me kho gaya kahin chandni bhi bhatak gayi kabhi hum mile to bhi kyaa mile wahin duriya wahin faasale kabhi hum mile to bhi kyaa mile wahin duriya wahin faasale wahin duriya wahin faasale na kabhi hamare kadam badhe na kabhi tumhari jeejhak gayi na kabhi hamare kadam badhe na kabhi tumhari jeejhak gayi main charag wo bhi bujha hua main charag wo bhi bujha hua meri raat kaise chamak gayi kahin chand raahon me kho gaya kahin chandni bhi bhatak gayi tujhe bhul jaane ki koshishe kabhi kaamiyaab na ho saki tujhe bhul jaane ki koshishe kabhi kaamiyaab na ho saki kabhi kaamiyaab na ho saki teri yaad saakhe ghulaab hain jo hawa chali to lachak gayi teri yaad saakhe ghulaab hain jo hawa chali to lachak gayi main charag wo bhi bujha hua main charag wo bhi bujha hua meri raat kaise chamak gayi kahin chand raahon me kho gaya kahin chandni bhi bhatak gayi