Apne Honthon Pe Sajana Chahta Hoon Lyrics

apne hontho pe sajana chahta hu apne hontho pe sajana chahta hu aa tujhe main gungunana chahta hu apne hontho pe sajana chahta hu apne hontho pe sajana chahta hu aa tujhe main gungunana chahta hu apne hontho pe sajana chahta hu koi aansu tere daaman pe gira kar koi aansu tere daaman pe gira kar koi aansu tere daaman pe gira kar bund ko moti banana chahta hu bund ko moti banana chahta hu aa tujhe main gungunana chahta hu apne hontho pe sajana chahta hu thak gaya main yaad karte karte tujhko thak gaya main yaad karte karte tujhko thak gaya main yaad karte karte tujhko ab tujhe main yaad aana chahta hu ab tujhe main yaad aana chahta hu aa tujhe main gungunana chahta hu apne hontho pe sajana chahta hu aakhiri hichki teri baaho me aaye aakhiri hichki teri baaho me aaye aakhiri hichki teri baaho me aaye maut bhi main shayrana chahta hu maut bhi main shayrana chahta hu aa tujhe main gungunana chahta hu apne hontho pe sajana chahta hu apne hontho pe sajana chahta hu