Bina Tumhare Char Kadam Bhi Lyrics
bina tumhare char kadam bhi chala nahi jaye bina tumhare ankho se kuch nazar nahi aaye bina tumhare kuch bhi humse kiya nahi jaye ek pal humse bina tumhare jiya nahi jaye jiya nahi jaye jiya nahi jaye jiya nahi jaye jiya nahi jaye bina tumhare char kadam bhi chala nahi jaye bina tumhare ankho se kuch nazar nahi aaye phool se khushbu juda kare tufa me dam ye kaha juda kare badal se bijali aisa kaha tufa phool se khushbu juda kare tufa me dam ye kaha juda kare badal se bijali aisa kaha tufa juda kabhi sagar se lehar ko kiya nahi jaye ek pal humse bina tumhare raha nahi jaye jiya nahi jaye jiya nahi jaye jiya nahi jaye jiya nahi jaye bina tumhare char kadam bhi chala nahi jaye bina tumhare ankho se kuch nazar nahi aaye sans tumhari hi mere sine me palti hai preet humari ban ke lahu teri rago me chalti hai sans tumhari hi mere sine me palti hai preet humari ban ke lahu teri rago me chalti hai bina tumhare sans bhi humse liya nahi jaye ek pal humse bina tumhare jiya nahi jaye jiya nahi jaye jiya nahi jaye jiya nahi jaye jiya nahi jaye bina tumhare char kadam bhi chala nahi jaye bina tumhare ankho se kuch nazar nahi aaye bina tumhare kuch bhi humse kiya nahi jaye ek pal humse bina tumhare jiya nahi jaye jiya nahi jaye jiya nahi jaye jiya nahi jaye jiya nahi jaye