Tune Kiya Tha Vada Lyrics
tune kiya tha vada
vada karke bhul gaya o jaanam
main kaise tujhko bhula du
main to nahi hu bewafa o jaanam
tune kiya tha vada
vada karke bhul gaya o jaanam
mana tere ruthne me
is pyar ke tutne me
mana tere ruthne me
is pyar ke tutne me
sara nahi dosh tera
meri bhi hai kuch khata o jaanam
tune kiya tha vada
vada karke bhul gaya o jaanam
main yaad karti rahungi
fariyad karti rahungi
main yaad karti rahungi
fariyad karti rahungi
is pe bhi na samjha
to samjhega tujhse khuda o jaanam
main kaise tujhko bhula du
main to nahi hu bewafa o jaanam
tune mere dil ko toda
mujhko kahin ka na chhoda
tune mere dil ko toda
mujhko kahin ka na chhoda
main maaf karti hu tujhko
teri yahin hai saza o jaanam
tune kiya tha vada
vada karke bhul gaya o jaanam
main kaise tujhko bhula du
main to nahi hu bewafa o jaanam
tune kiya tha vada
vada karke bhul gaya o jaanam