Saj Dhaj Ke Main To Doli Chadhungi Lyrics

saj dhaj ke mai to doli chadhungi apne piya ki sato janam me sakhi mai to rahungi apne piya ki saj dhaj ke mai to doli chadhungi apne piya ki sato janam me sakhi mai to rahungi apne piya ki sapna ye mera sakar hoga sapna ye mera sakar hoga naino me rango ka tyohar hoga saj dhaj ke mai to doli chadhungi apne piya ki sato janam me sakhi mai to rahungi apne piya ki hoga vo to sabse nirala sabse nirala mere sune man ka ujala man ka ujala byakul hai ab naina ye mere naina ye mere dekhu mukhda vo bhola bhala vo bhola bhala jivan me mere bas pyar hoga jo vo kahenge svikar hoga saj dhaj ke mai to doli chadhungi apne piya ki sato janam me sakhi mai to rahungi apne piya ki sasu ji ka dil jit lungi dil jit lungi nandi ko mai bahana kahungi bahana kahungi honge kitne pyare sasur ji pyare sasur ji beti banke seva karungi seva karungi khushiyo ka vo sansar hoga prem hi mera singar hoga saj dhaj ke mai to doli chadhungi apne piya ki sato janam me sakhi mai to rahungi apne piya ki sapna ye mera sakar hoga sapna ye mera sakar hoga naino me rango ka tyohar hoga saj dhaj ke mai to doli chadhungi apne piya ki sato janam me sakhi mai to rahungi apne piya ki