Dank Mare Bichuwa Jawani Ka Dank Mare Lyrics

dank maare bichhuwa jawaani ka dank maare dank maare bichhuwa jawaani ka dank maare saiya ko jaao jaldi bulaao saiya ko jaao jaldi bulaao kah do ki aake jahar utaare dank maare bichhuwa jawaani ka dank maare dank maare bichhuwa jawaani ka dank maare saiya ko jaao jaldi bulaao saiya ko jaao jaldi bulaao kah do ki aake jahar utaare dank maare bichhuwa jawaani ka dank maare dank maare bichhuwa jawaani ka dank maare kaisa jahar hai kaisi lahar hai maare agan ke jali jaau mai kaisa jahar hai kaisi lahar hai maare agan ke jali jaau mai mujhko bata do, uska pata do uski gali me chali jaau mai mere julmi dard ka aake dega wo dawa kaate mere ang ko aati jaati ye hawa katate nahi hai ye din kawaare dank maare bichhuwa jawaani ka dank maare ha dank maare bichhuwa jawaani ka dank maare kaise kahu mai kaise sahu mai ye peed mujhse sahi jaaye na kaise kahu mai kaise sahu mai ye peed mujhse sahi jaaye na hontho pe mere aake ruki jo wo baat mujhse kahi jaaye naa chhai aisi bekhudi tadpu mai to raat bhar mere dil ki baat ko samjhe naa wo bekhabar man mera paagal use pukaare dank maare bichhuwa jawaani ka dank maare ha dank maare bichhuwa jawaani ka dank maare saiya ko jaao jaldi bulaao saiya ko jaao jaldi bulaao kah do ki aake jahar utaare dank maare bichhuwa jawaani ka dank maare dank maare bichhuwa jawaani ka dank maare