Jee Chahta Hai Tujhe Kiss Karu Lyrics
ji chahata hai tujhe kiss karu is mauke ko nahi miss karu ji chahata hai tujhe kiss karu is mauke ko nahi miss karu magar kya karu mushkil badi hai samne public khadi hai samne public khadi hai ji chahata hai tujhe kiss karu is mauke ko nahi miss karu magar kya karu mushkil badi hai samne public khadi hai samne public khadi hai mere hansi khwabo ki rani tu mere jawa dil ki kahani tu mere hansi khwabo ki rani tu mere jawa dil ki kahani tu meri mohabbat ki nishani tu mere dhadkano ki rawani tu sama gujar jayega nahi kabhi ayega jane ada baho me ane de wada hai mai aungi nahi tadpaungi mere sanam aj mujhe jane dil todke mera na ja apne milan ki ghadi hai magar kya karu mushkil badi hai samne public khadi hai samne public khadi hai log yaha ate hai jate hai chain mere dil ka churate hai ha log yaha ate hai jate hai chain mere dil ka churate hai tere liye pagal mera dil hai yar yaha milna to mushkil hai sabhi yaha jalte chalo kahi chalte hai jaha koi ata na jata ho hume waha jana hai kabhi nahi ana chaman jaha khushbu lutata ho milne ko bechain hu mai jab se nazar ye ladi hai magar kya karu mushkil badi hai samne public khadi hai samne public khadi hai ji chahata hai tujhe kiss karu is mauke ko nahi miss karu magar kya karu mushkil badi hai samne public khadi hai samne public khadi hai samne public khadi hai samne public khadi hai