Phul Yeh Angaar Ban Gaya Lyrics

phul yeh angaar ban gaya, phul yeh angaar ban gaya phul yeh angaar ban gaya, phul yeh angaar ban gaya yeh haalat se ek shabanam kaa katra yeh haalat se ek shabanam kaa katra aag ki bouchhaar ban gaya phul yeh angaar ban gaya, phul yeh angaar ban gaya phul yeh angaar ban gaya, phul yeh angaar ban gaya hai kaanun andha adaalat hai behari, hai jhuti yaha har gawaahi ke jisne sharafat dikhaayi usiki sharafat pe tohamat hai aayi kitaabo kalaam ilm kaa haath dekho kitaabo kalaam ilm kaa haath dekho kaise talwaar ban gaya phul yeh angaar ban gaya, phul yeh angaar ban gaya phul yeh angaar ban gaya, phul yeh angaar ban gaya chita jal rahi hain behan ki abhi tak mere dil ki geharaayiyo me o meri behan hai teraa khun shaamil mere gum ki chingaariyo me tere har gunehgaar ke waaste mai tere har gunehgaar ke waaste mai khun ki kataar ban gaya phul yeh angaar ban gaya, phul yeh angaar ban gaya phul yeh angaar ban gaya, phul yeh angaar ban gaya sitamgar zanmane ke har ek sitam ka zahar aaj taq pi raha hu luti zindagi ke is kadar ke mai marta raha hu mar ki bhi ji raha hu mai lutne ke gam me jala is tarah se ke maut ka yalgaar ban gaya phul yeh angaar ban gaya phul yeh angaar ban gaya phul yeh angaar ban gaya, phul yeh angaar ban gaya