Bade Besharam Ladke Lyrics

bade besharam ladke hai ye aaj ke bade besharam ladke hai ye aaj ke inko apna banana gajab ho gaya bade besharam ladke hai ye aaj ke inko apna banana gajab ho gaya dhire dhire kalayi lage thamne dhire dhire kalayi lage thamne inko ungli thamana gajab ho gaya dhire dhire kalayi lage thamne inko ungli thamana gajab ho gaya bade besharam ladke hai ye aaj ke jo ghar me sil pe masala talak na pis sake unhe ye naaj hai hume khak me milayenge kalayi dekho to chudi ka bojh sah na sake aur uspe dava ke talvar hum uthayenge fareb makr me inka nahi koi saani ye jisko das le wo maange na umar bhar pani bada ajib hai dastur inki mehfil ka bulaya jata hai ijjat badhai jati hai phir uske baad wahi katal karke aashiq ko badi hi dhum se mayiat uthai jati hai khata humari hai, khata humari hai jo humne inse pyar kiya bura kiya jo hasino pe aitbaar kiya bhul humse huyi inke aashiq bane bhul humse huyi inke aashiq bane pass inko bulana gajab ho gaya bhul humse huyi inke aashiq bane pass inko bulana gajab ho gaya thokro me the jab tak to sidhe the ye thokro me the jab tak to sidhe the ye inko sar ep bithana gajab ho gaya thokro me the jab tak to sidhe the ye inko sar ep bithana gajab ho gaya thokro me the jab tak to sidhe the ye hum ladkiyo ko najar se utarne walo khabar bhi hai tumhe shekhi bagharne walo isi jamin pe hoti hai aisi ladkiya bhi jinhone mard ko lalkarne ki himmat ki pahan ke sar pe dileri ka taaj baithi thi humare mulk me karne wo raaj baithi thi jo ye ladki jhuke to dil kya jaan bhi dede jo sar uthaye to ladko ki jaan bhi lele agar ye mamta aur pyar hai yahi ladki jo gusse me aa jaye to talvar hai yahi ladki teri himmat pe ladki hume naaj hai teri himmat pe ladki hume naaj hai tera maidan me aana gajab ho gaya teri himmat pe ladki hume naaj hai tera maidan me aana gajab ho gaya teri himmat pe ladki hume naaj hai ek din bole farishte karke ye duniya ki sair ya khuda duniya teri suni hai hai aurat ke begair uth pade hikmat dikhane ke liye kudrat ke hath sochle maula ne aurat ko janam dene ki baat phir zehar nagin se liya aur saanp se dasna liya kaatna bichhu se maanga teer se chubhna liya lomdi se maangli ta umar ki makkariya makkhiyo se shor aur macchar se ayariya itni chize jama hoke jab lagi maula ke hath aur inko sabko milaya jab khuda ne ek sath dekhkar apni kalakari pe maula hans pada aur usi anmol shay ka naam ladki rakh diya rakh chuka jab naam uske baad yu kahne laga puchho to sahi kya kya kaho, kya main banakar tujhe khud preshan hu main banakar tujhe khud preshan hu tujhko duniya me lana gajab ho gaya main banakar tujhe khud preshan hu tujhko duniya me lana gajab ho gaya main banakar tujhe khud preshan hu jab mere malik ne socha ladko ko paida kare sabse pahle ye sawal aaya ki kudart kya kare li gadhe se akal kaue se sayanapan liya aur kuch kutte ki dum se tedhapan liya li gayi girgit se hardam rang badalne ki ada jisse ladkiyo ko diya karta rahe dhokha sada leke mitti me masala jab ye milwaya gaya fark us dam mard ki fidrat me ye paya gaya mard ke putlo me jis dam jana daudai gayi usme aurat ki bhi thodi si ada paayi gayi shakl mardo ki to aadat ke janane ho gaye kya khuda ne chaha tha kya na jane ho gaye ban chuka jab mard to malik ne mere yu kaha kya accha khasa banaya tha maine ise accha khasa banaya tha maine ise ban gaya ye janana gajab ho gaya accha khasa banaya tha maine ise ban gaya ye janana gajab ho gaya accha khasa banaya tha maine ise tu hi karwaye jhagde tu hi karwaye danga are badmash hai tu aur tu hai lafanga tera patthar sa hai dil nahi tu bhi raham dil tu nagin si zehrili tu bichhu sa zehrila tu nagin si zehrili tu bichhu sa zehrila teer sa lage hai tu kaante sa chubhe hai tu na le tu mujhse pange are ja ja ja lafange narak ka dwar hai tu bada makkar hai tu meri najro se hat ja teri aukad hai kya meri najro se hat ja teri aukad hai kya meri najro se hat ja are ja ja ja ja hat ja, tu bhi hat ja kha liya are ha ja bhai ja ja hat are tu hai kya ja ja ja are ja hat hat hat hat ja