Rat Kya Mange Ek Sitara Lahar Kya Mange Ek Kinara Lyrics

raat kya mange ek sitara lahar kya mange ek kinara dharti mange chhav gagan ki bati mange jyoat agan ki maa apne munne ka sahara raat kya mange ek sitara lahar kya mange ek kinara dharti mange chhav gagan ki bati mange jyoat agan ki maa apne munne ka sahara raat kya mange ek sitara lahar kya mange ek kinara vo din jab raaho me chalugi hath pakad ke tera us din sach much apna lagega mujhe to jiwan mera teri aankho se dekhugi teri aankho se dekhugi manzil ka ujyara raat kya mange ek sitara maa apne munne ka sahara jhum uthega dil mera jab dhoud ke ru aayega maa kah kar chati se meri jab tu lag jayega hat jaye ga raho se meri hat jayega raho se meri barso ka andhiyara raat kya mange ek sitara lahar kya mange ek kinara dharti mange chhav gagan ki bati mange jyoat agan ki maa apne munne ka sahara