Mujhe Phir Wahee Yad Aane Lage Hain Lyrics

muddato gam pe gam uthaye hain tab kahi jake muskuraye hain ek nigah-e-khulus ki khatir jindagi bhar fareb khaye hain mujhe phir wahi yaad aane lage hain mujhe phir wahi yaad aane lage hain jinhe bhulane me jamane lage hain mujhe phir wahi yaad aane lage hain suna hai hame wo bhulane lage hain suna hai hame wo bhulane lage hain to kya ham unhe yasd aane lage hain to kya ham unhe yasd aane lage hain jinhe bhulane me jamane lage hain mujhe phir wahi yaad aane lage hain ye kahna hai unse mohabbat hain mujhko ye kahna hai unse mohabbat hain mujhko ye kahne me unse jamane lage hain ye kahne me unse jamane lage hain jinhe bhulane me jamane lage hain mujhe phir wahi yaad aane lage hain kayamat yakinan karib aa gayi hain kayamat yakinan karib aa gayi hain khumar ab to masjid me jane lage hain khumar ab to masjid me jane lage hain jinhe bhulane me jamane lage hain mujhe phir wahi yaad aane lage hain