Ye Kudiyaan, Mahandi Lagaake Rakhanaa, Doli Sajaake Rakhanaa Lyrics

ye kudiya nashe diya pudiya ye munde gali ke gunde ye kudiya nashe diya pudiya ye munde gali ke gunde nashe diya pudiya gali ke gunde mehandi lagake rakhna doli sajake rakhna mehandi lagake rakhna doli sajake rakhana lene tujhe o gori aayenge tere sajna mehandi lagake rakhna doli sajake rakhna sehra sajake rakhna chehra chhupake rakhna sehra sajake rakhna chehra chhupake rakhna ye dil ki baat apne dil me dabake rakhna sehra sajake rakhna chehra chhupake rakhna mehandi lagake rakhna doli sajake rakhna ud udake teri zulfe karti hai kya ishare dil tham ke khade hai aashik sabhi kaware chhup jaye sari kudiya ghar me sharm ke maare gaavo me aa gaye hai pagal shehar ke saare nazre jhukake rakhna daaman bachake rakhna nazre jhukake rakhna daman bachake rakhna lene tujhe o gori aayenge tere sajna mehandi lagake rakhna doli sajake rakhna sehra sajake rakhna chehra chhupake rakhna main ek jawan ladka tu ek hasin ladki ye dil machal gaya to mera kusur kya hai rakhna tha dil pe kabu ye husn to hai jadu jadu ye chal gaya to mera kusur kya hai rasta hamara takna darvaza khula rakhna rasta hamara takna darvaza khula rakhna lene tujhe o gori aayenge tere sajna kuchh aur ab na kehna kuchh aur ab na karna kuchh aur ab na kehna kuchh aur ab na karna ye dil ki baat apne dil me dabake rakhna mehandi lagake rakhna doli sajake rakhna sehra sajake rakhna chehra chhupake rakhna lyrics typed by :- ruchita parab.