Kitni Chahat Chupaye Baitha Hu Lyrics
kitni chahat chupaye baitha hu ye na socho ki mujhko pyar nahi kitni chahat chupaye baitha hu ye na socho ki mujhko pyar nahi tum jo aaye ho meri dunia me ab kisi ka bhi intzar nahi sari dunia bhulaye baithi hu ye na socho ki mujhko pyar nahi tum jo aaye ho meri dunia me ab kisi ka bhi intzar nahi kitni chahat chupaye baitha hu ye na socho ki mujhko pyar nahi shokh dhadkan ki jawani tum ho ab to sanso ki rawani tum ho jo likhi hai mere khyalo ne khubsurat wo kahani tum ho mai bhi sapne sajaye baithi hu ye na kahna ke bekarar nahi kitni chahat chupaye baitha hu ye na socho ki mujhko pyar nahi tum jo aaye ho meri dunia me ab kisi ka bhi intzar nahi kitni chahat chupaye baitha hu ye na socho ki mujhko pyar nahi chand taro ki suhani rate kaisi bhulungi wo mulakate kitni dilkash hai kitni pyari hai yaad aati hai tumhari bate dil ki shama jalaye baitha hu ab to khud pe bhi ikhtiyar nahi sari dunia bhulaye baithi hu ye na socho ki mujhko pyar nahi tum jo aaye ho meri dunia me ab kisi ka bhi intzar nahi kitni chahat chupaye baitha hu ye na socho ki mujhko pyar nahi