Mujhe Dil Ka Rog Laga Ke Tan Man Ke Taar Hila Ke Lyrics
mujhe dil ka rog laga ke tan man ke tar hila ke mujhe dil ka rog laga ke tan man ke tar hila ke tu lakha wali jaan le gaya tu lakha wali jaan le gaya mujhe apne gale laga ke soye arman jaga ke mujhe apne gale laga ke soye arman jaga ke tu lakha wali jaan le gaya tu lakha wali jaan le gaya rup ki dukan hu mai kitni hasin hu jara thiki thodi mithi badi namkin hu dekh meri patli kamar ke ye jhatke mujh pe jawani aayi duniya se hatke mere sapne me kal aake jane kya kya samjhake mere sapne me kal aake jane kya kya samjhake tu lakha wali jaan le gaya tu lakha wali jaan le gaya marte hai log yaha tir talwar se chana tune mara mujhe pyar ki katar se or thodi der hi mai tujhko manaungi fir bhi na mana to mai fansi chad jaungi pahle to pyar jata ke ab tadpa ke tarsa ke pahle to pyar jata ke ab tadpa ke tarsa ke tu lakha wali jaan le gaya tu lakha wali jaan le gaya mujhe dil ka rog laga ke tan man ke tar hila ke mujhe dil ka rog laga ke tan man ke tar hila ke tu lakha wali jaan le gaya tu lakha wali jaan le gaya mujhe apne gale laga ke soye arman jaga ke mujhe apne gale laga ke soye arman jaga ke tu lakha wali jaan le gaya tu lakha wali jaan le gaya tu lakha wali jaan le gaya tu lakha wali jaan le gaya