Devtaa Lyrics
main is zamen ka hun betaaj badshaah puja kar meri mere aaya hun main devta main manzilo hun aur becharo ko hun bechta daulat ka pujari hun hun garibon ka sarsita duniya mere pichhe hain mein kisi ko nahi dekhta majburo lacharo ka ann data hun main devta koi najar uthti nahi koi jubaan khulati nahi mere khilaf sab beaawaz main aavam ki jano se hun khelta ? hun shikari hun jism inka hun dolta main bas main hun aur koi nahi devta puja kar meri kyoki main hi hu devta koi najar uthti nahi koi jubaan khulati nahi mere khilaf sab beaawaz main aavam ki jano se hun khelta ? hun shikari hun jism inka hun dolta main bas main hun aur koi nahi devta puja kar meri kyoki main hi hu devta main is zamen ka hun betaaj badshaah main devta