Tera Gham Mera Gham (Sad) Lyrics
mai achi buri jaisi bhi hu tu acha bura jaisa bhi hai mai teri hu kaisi bhi hu tu mera hai kaisa bhi hai tu mera hai kaisa bhi hai tera gum mera gum ek jaisa sanam tera gum mera gum ek jaisa sanam hum dono ki ek kahani aaja kaleje dil jani tera gum mere gum ek jaisa sanam tute hue dil ki kashti ko tufan me kinara mil jaye tu tham le mera hath agar dono ko sahara mil jaye tera gum mere gum ek jaisa sanam tera gum mera gum ek jaisa sanam hum dono ki ek kahani aaja lag ja gale diljani tera gum mere gum ek jaisa sanam