Tune Kaisa Jaadu Kiya Lyrics

tune tune tune kaisa jaadu kiya hay piya piya piya jiya gaye tune kaisa jadu kiya haye piya piya piya jiya gaye tune tune tune kaisa jadu kiya hay jiya jiya jiya nahi jaye tune kaisa jadu kiya haye jiya jiya jiya nahi jaye tune tune jabse tujhako dekha jabse pehchana dil kya hota hai meine yeh jana pagal jaise din hai pagal ratein hai nind nahi aati sapane aate hai, sapane aate hai tan mein halchal hai, mann mein halchal hai sansein deewani dhadkan pagal hai haal kya hai mera kya sehata hoon bolo main kya bolun gumsum rehata hoon gumsum rehata hoon apane badan se har dhadkan se aaye teri khushbu tune kaisa jadu kiya haye piya piya piya jiya gaye tune kaisa jadu kiya haye jiya jiya jiya nahi jaye tune tune in baahon mein ji le in aankhon pe mar le kuchh wade le le kuchh wade kar le teri batein puchhu udate badal se naam tera likhu apane kajal se apane kajal se kaisa hai yeh jadu jadugar o katil tere bin abb jina mushkil hai abb mushkil tu hi mera rasta, tu hi meri manjil tu hai mujhamein shaamil main hoon tujhamein shamil main hoon tujhamein shamil meri palak par hai teri yadon ke juganu tune kaisa jadu kiya haye piya piya piya jiya gaye tune kaisa jadu kiya haye jiya jiya jiya nahi jaye tune tune tune kaisa jadu kiya haye piya piya piya jiya gaye tune kaisa jadu kiya haye jiya jiya jiya nahi jaye tune kaisa jadu kiya haye piya piya piya jiya gaye