Bagiyaa Ke Amarud Kahen Lyrics
bagiya ke amrud kahe aur bole mera tota yaha tera pritam hota to kitna achchha hota guj rahi hai mere man me shaadi ki shahanaayi jab se dekha aapko maine nind nahi phir aayi doli lekar kab aayenge pritam mere dvaar lagn hamara kab hoga yah puchh rahe hai saare bagiya ke amrud kahe aur bole mera tota yaha tera pritam hota to kitna achchha hota bina aapke vyakul rehta hai yah hraday mera murajhaaya lagta hai mujhko in phulo ka chehra jaldi aana milne mujhse mere man ke vaasi varna ye phulo ki bele ban jaayegi phaasi soch rahe hai haath mere ye baate kaise likhege kab tak baat nihaarege kab tak dhiraj rakhege baago ki kaliya kehti hai ki thak gaye nain hamare lagn hamara kab hoga yah puchh rahe hai saare bagiya ke amrud kahe aur bole mera tota yaha tera pritam hota to kitna achchha hota dekh ke pehali baar aapko aankhe jhum rahi thi aapki pyari surat ko nazao se chum rahi thi tabse lekar ab tak har pal ik ik yug lagta hai vaise kaun kisi ko itne pyar se khat likhata hai kah di hai man ki baate aur nahi hai kuchh kehna patr me ho galti koyi usko aap xamaa karna naam aapka tota lekar roj pukaare lagn hamara kab hoga yah puchh rahe hai saare bagiya ke amrud kahe aur bole mera tota yaha tera pritam hota to kitna achchha hota