Sabji Kaat Kaat Ke Lyrics
sabji kaat kaat ke ye hath thak gaye hai nikal bhi nahi sakte aaj aise fans gaye roti sekte huye ye hath jal gaye hai pyaj kaat kaat ke aansu aa gaye hai magar wo, magar wo kahan hai jiski khatir aaye hum sabhi kamar bhi dikh jaye to main pahchan lunga abhi ha sabji kaat kaat ke ye hath thak gaye hai nikal bhi nahi sakte aaj aise fans gaye roti sekte huye ye hath jal gaye hai pyaj kaat kaat ke aansu aa gaye hai magar wo, magar wo kahan hai jiski khatir aaye hum sabhi kamar bhi dikh jaye to main pahchan lunga abhi ye gajar ka halwa ye laddu ye peda ye rabdi ye kalakand chamcham rasgulla ye barfi jalebi imarti ki lali mithai me kesar ki khushbu hai daali samosa kachaudi ye sweet sweet lassi charo ne milke dekho item banaye assi aisi hai iski khushbu aa jaye munh me pani dekha to haal ye hai khaya to kya ho jani nahi time kiya waste nahi liya koi rest aisa chakha nahi taste khana bana bada best magar wo, magar wo kahan hai jiski khatir aaye hum sabhi kamar bhi dikh jaye to main pahchan lunga abhi gehu se bana aata, aate se bane roti roti ke sang salan salan ke sang poti kuram kuram papad ye daal ye paratha ye baigan ka bharta achar khatta khatta banwarchi asli aate to wo bhi na banate jo humne hai banaya, jo humne hai sajaya tha kaam thoda mushkil aasan kar dikhaya ye humne sara khana ek chutki me banaya nahi time kiya west nahi liya koi rest aisa chakha nahi taste khana bana bada best magar wo, magar wo kahan hai jiski khatir aaye hum sabhi kamar bhi dikh jaye to main pahchan lunga abhi jiski khatir aaye hum sabhi kamar bhi dikh jaye to main pahchan lunga abhi