Keh Do Ek Bar Sajana Itna Kyu Pyar Sajna Lyrics

kah do ek bar sajna itna kyu pyar sajna hai mujhme aisa bhi kya re badal hai tera kajal ambar hai tera aachal suraj hai teri bindiya re kah do ek bar sajna itna kyu pyar sajna hai mujhme aisa bhi kya re badal hai tera kajal ambar hai tera aachal suraj hai teri bindiya re sajna ji aap kyu aise bechain hai chain to mera lute tere ye do nain hai sajna ji aap kyu aise bechain hai chain to mera lute tere ye do nain hai naino me kaise mai kah du hai kya kahdo ek bar sajna do or do char sajna naino me aisa bhi kya re kajre ki dhar inme aisi talwar inme chine jo meri nindiya re sajna ki aap kyu aise behal hai tera chehra dekhu to aate so khyal hai sajna ki aap kyu aise behal hai tera chehra dekhu to aate so khyal hai chehre me kaise mai kahdu hai kya kahdo ek bar sajna o bekarar sajna chehre me aisa bhi kya re dekhu din rat sajni par hai ye bat sajni lagta hai fir bhi naya re kah do ek bar sajna itna kyu pyar sajna hai mujhme aisa bhi kya re badal hai tera kajal ambar hai tera aachal suraj hai teri bindiya re