Shahanai Baji Mere Ghar Mein Lyrics
shahanai baji tere ghar mein shahanai baji tere ghar mein aur mere ghar mein maatam hai meri maut ka jashn manane laga meri maut ka jashn manane laga bada zaalim mera humdam hai shahanai baji tere ghar mein aur mere ghar mein maatam hai shahanai baji lo mehandi racha kar hatho pe meri laash pe dilbar aaya hai lo mehandi racha kar hatho pe meri laash pe dilbar aaya hai roya na wo baitha paas mere meri maut ka usko kyaa gham hai shahanai baji tere ghar mein aur mere ghar mein maatam hai shahanai baji tere ghar mein main zinda tha to mil na saka ab kabr pe meri aaya hai main zinda tha to mil na saka ab kabr pe meri aaya hai main kafan mein wo shaadi ke jode ye kaisa milan ka mausam hai shahanai baji tere ghar mein aur mere ghar mein maatam hai shahanai baji tere ghar mein dil ki dhadkan ka saaz ruka aur jism ki garmi khatam huyi dil ki dhadkan ka saaz ruka aur jism ki garmi khatam huyi saanso ki maala tut gayi ab dard bhara ek aalam hai shahanai baji tere ghar mein aur mere ghar mein maatam hai meri maut ka jashn manane laga meri maut ka jashn manane laga bada zaalim mera humdam hai shahanai baji tere ghar mein shahanai baji tere ghar mein shahanai baji tere ghar mein shahanai baji tere ghar mein