Aai Khuda Tujko Khat Likhu Lakin Lyrics

ae khuda tujko khat likhu lekin mujhko tera pata nahi milta mujhko tera pata nahi milta yun to manzil nazar me hain meri yun to manzil nazar me hain meri par koi raasta nahi milta par koi raasta nahi milta teri tanhai ki saza to nahi ye koi hum pe baduaa to nahi teri tanhai ki saza to nahi ye koi hum pe baduaa to nahi jag ke tu har jag ke tu har kisi ke ghar me hain kyun tera dar khula nahi milta kyun tera dar khula nahi milta main tera kal hun tera aaj bhi hun main tere waqt ka mizaaz bhi hun main tera kal hun tera aaj bhi hun main tere waqt ka mizaz bhi hun gaur se dekh mere gaur se dekh mere chehare ko agar tujhe aaina nahi milta agar tujhe aaina nahi milta ae khuda tujko khat likhu lekin mujhko tera pata nahi milta mujhko tera pata nahi milta raahi kyun jaar jaar rote hain kis liye bekaraar hote ho raahi kyun jaar jaar rote hain kis liye bekaraar hote ho apne andar se apne andar use talaash karo dhundhane se khuda nahi milta dhundhane se khuda nahi milta yun to manzil nazar me hain meri yun to manzil nazar me hain meri par koi raasta nahi milta par koi raasta nahi milta ae khuda tujjko khat likhu lekin mujhko tera pata nahi milta mujhko tera pata nahi milta