Galo Se Khelu Mai Lyrics

galon se khelu mai hotho ko chhulu mai galon se khelu mai na baba na hotho ko chhulu mai na baba na balo se khelu me na baba na baho mein lelu mai na baba na teri yeh na na ha kab hogi bol zara meri jane jan galon se khelu mai na baba na hey hotho ko chhulu mai na baba na gore gore galo wali kale kale baalo wali tune mera hosh udaya aisi mulakato ne hi teri inhi bato ne hi mera sukh chain churaya ho aaj nahi to kal manengi dil jani mera kehna naina ladayegi na baba na chaina churayegi na na na na chakkar chalayegi na baba na milne ko aayegi na baba na mujhe pehchanegi tu ek din manengi tu chahe mujhe jitna jala le kabhi nahi manungi mai nahi pehchanungi mai ja re ja anaadi dilwale ho jaane tamanna tod ke na ja mere is dil ka sapna apna banayegi na baba na dil me basayegi na na na na sapna sajayegi na baba na pehlu me aayegi na baba na zindagi char din kuch nahi pyar bin yu jo tadpayegi pichhe pachhtayegi sun meri dilruba kya tujhe hai pata jism tu jaan main honge kaise juda kore kagaj pe likhwale jo kuch hai mera apna sehra sajau mai ha baba ha doli le aau mai ha baba ha dulhan banau mai ha baba ha kaliya bichhau mai na baba ha teri aankhon se mere sajan dur nahi mujhko rehna galon se khelu mai ha baba haan hotho ko chhulu mai ha baba ha balo se khelu mai ha baba ha baho mein lelu mai ha baba ha