Jab Tum Aa Jaate Ho Saamne Lyrics

kuch git labo pe sazte hai, kuch saz dilo me bazte hai kuch git labo pe sazte hai, kuch saz dilo me bazte hai jab tum aa jate ho samne, jab tum aa jate ho samne jab tum aa jate ho samne, jab tum aa jate ho samne kuch git labo pe sazte hai, kuch saz dilo me bazte hai jab tum aa jate ho samne, jab tum aa jate ho samne jab tum aa jate ho samne, jab tum aa jate ho samne sham sawere dekhu tumko, kitna sundar rup hai sham sawere dekhu tumko, kitna sundar rup hai sang tumhaar thandi chhaya, sari duniya dhup hai mausam bhi rang bdalte hai mausam bhi rang bdalte hai, sau dpi nazar me jalte hai jab tum aa jate ho samne, jab tum aa jate ho samne jab tum aa jate ho samne, jab tum aa jate ho samne sunke aisi baate jane, kyu ankhe jhuk jati hai sunke aisi baate jane, kyu ankhe jhuk jati hai kuch baat hoto tak aakar, jane kyu ruk jati hai ye jiwan aacha lagta hai ye jiwan aacha lagta hai, har sapna sachha lagta hai jab tum aa jate ho samne, jab tum aa jate ho samne jab tum aa jate ho samne, jab tum aa jate ho samne saat samundar se bhi gehara, dekho apna pyar hai saat samundar se bhi gehara, dekho apna pyar hai is gahr me aaj har pal har din, khushiya ka tyohar hai wo gujare pal yaad aate hai wo gujare pal yaad aate hai, wo bite kal yaad aate hai jab tum aa jate ho samne, jab tum aa jate ho samne jab tum aa jate ho samne, jab tum aa jate ho samne kuch git labo pe sazte hai, kuch saz dilo me bazte hai jab tum aa jate ho samne, jab tum aa jate ho samne jab tum aa jate ho samne, jab tum aa jate ho samne