Phoolo Ka Khel Hai Lyrics
jin logo ko aisa piya ham rote hai wo apne majaro mein pade sote hai bhar jaau na kar yaad wo sab pite the ham jinke liye apna samay khote hain may pi ke ajab rang naya lati hain halat pe teri mujhko hassi aati hai gul gul ne mere kan mein chhupke se kaha kab milti hain jo umar gujar jati hain phulon ka khel hain kabhi pathar ka khel hain phulon ka khel hain kabhi pathar ka khel hain insaan ki jindagi to mukddar ka khel hain phulon ka khel hain kabhi pathar ka khel hain jadu se apne pas bulakar fareb se jadu se apne pas bulakar fareb se nadiyon ko lutna to samandar ka khel hain nadiyon ko lutna to samandar ka khel hain insaan ki jindagi to mukddar ka khel hain phulon ka khel hain kabhi pathar ka khel hain hum jisko dhundhte hain zamane mein umar bhar hum jisko dhundhte hain zamane mein umar bhar wo jindagi to apne andar ka khel hain wo jindagi to apne andar ka khel hain insaan ki jindagi to mukddar ka khel hain phulon ka khel hain kabhi pathar ka khel hain har lamha hoshlon ke mukabil hain haadse har lamha hoshlon ke mukabil hain haadse dono ke darmiyaan brabar ka khel khel hain dono ke darmiyaan brabar ka khel khel hain insaan ki jindagi to mukddar ka khel hain phulon ka khel hain kabhi pathar ka khel hain phulon ka khel hain kabhi pathar ka khel hain