Daddy Mera Bada Pareshan Lyrics
daddy mera bada pareshan daddy mera bada pareshan hey daddy mera bada preshan kehta ho gaya munda mera bada shaitan daddy mera bada preshan kehta ho gaya munda mera bada shaitan aadhi raat aata hai soye ko jagata hai apni dhun me rahe baaj nahi aata gusse me aake main rukun ya tokun to banta hai anjaan abba jaan daddy mera bada preshan kehta ho gaya munda mera bada shaitan daddy mera bada preshan kehta ho gaya munda mera bada shaitan kabhi kabhi sath mere aisa bhi hota hai yaaro music laga ke rock and roll dil mera rota hai yaaro kabhi kabhi sath mere aisa bhi hota hai yaaro music laga ke rock and roll dil mera rota hai yaaro roj tarkib koi nayi main chalata hun kisi bahane disco jarur jaata hun kabhi kabhi aisa bhi hota hai kya apne hi daddy ko buddhu banata hun kaise wo samjhega aaj ke jamane me aise hi badhti hai shaan daddy mera bada preshan kehta ho gaya munda mera bada shaitan daddy mera bada preshan kehta ho gaya munda mera bada shaitan ye na karo wo na karo thak gaya me sun kar kisi ka aana hai phone phone abhi mat kar kabhi kabhi sath mere aisa bhi hota hai yaaro kabhi kabhi sath mere aisa bhi hota hai yaaro phone pakad ke hath me dil mera rota hai yaaro girlfriend puche yaar kab miloge main sochun man me daddy kab hiloge girlfriend puche yaar kab miloge main sochun man me daddy kab hiloge kehta nahi q tu daddy se kya daddy main bhi to hun ab jawan abba jaan daddy mera bada preshan kehta ho gaya munda mera bada shaitan daddy mera bada preshan kehta ho gaya munda mera bada shaitan aadhi raat aata hai soye ko jagata hai apni dhun me rahe baaj nahi aata gusse me aake main rukun ya tokun to banta hai anjaan abba jaan daddy mera bada preshan kehta ho gaya munda mera bada shaitan daddy mera bada preshan kehta ho gaya munda mera bada shaitan