Dil Divana Naa Jane Kab Kho Gaya Lyrics

dil diwana dil diwana na jane kab kho gaya tune aise dekha ke kuch ho gaya dil diwana na jane kab kho gaya tune aise dekha ke kuch ho gaya dil diwana na jane kab kho gaya tune aise dekha ke kuch ho gaya kuch ho gaya, kuch ho gaya kuch ho gaya meri ja dil diwana na jane kab kho gaya tune aise dekha ke kuch ho gaya in lamho me dard hai is mausam me pyas hai pahle pahle pyar ka ye kaisa ehsaas hai o in lamho me dard hai is mausam me pyas hai pahle pahle pyar ka ye kaisa ehsaas hai har pal maja aane laga ye kya nasha chhane laga kuch ho gaya, kuch ho gaya kuch ho gaya meri ja dil diwana na jane kab kho gaya tune aise dekha ke kuch ho gaya nayi bekhdi hai nayi aag hai labo pe labo ka hasi daag hai meri jaan jaise nikalne lagi teri ek chuvan se pigalne lagi ha kuch ho gaya, kuch ho gaya kuch ho gaya meri ja in aankho ko dekh in hatho ko chum ke jeena hai ab sathiya pyar se yu hi jhum ke ho in aankho ko dekh in hatho ko chum ke jeena hai ab sathiya pyar se yu hi jhum ke ye fasla kyun hai sanam aa tod de sari kasam kuch ho gaya, kuch ho gaya kuch ho gaya meri ja dil diwana na jane kab kho gaya tune aise dekha ke kuch ho gaya kuch ho gaya, kuch ho gaya kuch ho gaya meri ja dil diwana na jane kab kho gaya tune aise dekha ke kuch ho gaya tune aise dekha