Mai Kyun Daman Ko Phailau Lyrics

mai kyu daman ko phailau mai kyu koi duwa mangu tujhe jab pa liya maine khuda se aur kya mangu bant raha tha jab khuda sare jahan ki rehmate apne khuda se mang li maine teri wafa sanam bant raha tha jab khuda sare jahan ki rahmate apne khuda se mang li maine teri wafa sanam meri wafa ke saaj me gunj rahi hai le teri meri wafa ke saaj me gunj rahi hai le teri mai bhi hu teri jane jaa meri wafa bhi hai teri tuhi jo mil gaya mujhe tuhi jo mil gaya mujhe chahiye aur kya sanam bant raha tha jab khuda sare jahan ki rahmate apne khuda se mang li maine teri wafa sanam kash mai apni jindagi pyar me yu gujaar du kash mai apni jindagi pyar me yu gujaar du waqt padhe to dil ke sath jan bhi apni var du shayad isi tarah se ho shayad isi tarah se ho pyar ka hak adaa sanam bant raha tha jab khuda sare jahan ki rahmate apne khuda se mang li maine teri wafa sanam log yaha tere mere pyar ko aajmayenge log yaha tere mere pyar ko aajmayenge tujhko alag satayenge mujhko alag rulayenge apna magar hai faisla apna magar hai faisla honge naa hum juda sanam bant raha tha jab khuda sare jahan ki rahmate bant raha tha jab khuda sare jahan ki rahmate apne khuda se mang li maine teri wafa sanam