Tera Chehra Nazar Se Hatta Nahi Lyrics

tera chehra nazar se hatata nahi waqt kaate se bhi ab to katata nahi tera chehra nazar se hatata nahi waqt kaate se bhi ab to katata nahi tanha jeena mera ho gaya duswaar tanha jeena mera ho gaya duswaar jab se hua hain pyaar, tumse hua hain pyaar tera chehra nazar se hatata nahi waqt kaate se bhi ab to katata nahi khayalo se har pal gujarti hain tu meri dhadkano mein utarti hain tu khayalo se har pal gujarti hain tu meri dhadkano mein utharti hain tu kiya pyaar ne kaam kuch is tarah ki har saas me ab shabarti hain tu ki har saas me ab shabarti hain tu tera chehra nazar se hatta nahi waqt kaate se bhi ab to katata nahi tera chehra nazar se hatata nahi waqt kaate se bhi ab to katata nahi tanha jeena mera ho gaya duswaar jab se hua hain pyaar, tumse hua hai pyaar tera chehra nazar se hatata nahi waqt kaate se bhi ab to katata nahi meri jaan tu jo mili naa agar mita dunga jeevan tere naam par meri jaan tu jo mili naa agar mita duuga jeevan tere naam par tu chaahe naa chaahein ye marzi teri main chahunga tujhko yunhi umar bhar main chahunga tujhko yunhi umar bhar tera chehra nazar se hatta nahi waqt kaate se bhi ab to katata nahi tera chehra nazar se hatata nahi waqt kaate se bhi ab to katata nahi tanha jeena mera ho gaya duswaar jab se hua hain pyaar, tumse hua hai pyaar tera chehra nazar se hatata nahi waqt kaate se bhi ab to katata nahi.