Aawaz Lyrics

main hun tum ho aur khamoshi main hun tum ho aur khamoshi main hun tum ho aur khamoshi kaano me aavaaz ka ras tum ghol rahi ho koyal bol rahi hain, ya tum bol rahi ho main hun tum ho aur khamoshi shaam teri aavaz me khoi khoi si mausam pal pal tere sapne bunta hai bahte panai ke mithe halkaron me dil mera aavaaz tumhaari sunta hain kaliya khilti hain ya tum lob khol rahi ho koyal bol rahi hain, ya tum bol rahi ho main hun tum ho aur khamoshi yun tere hontho se labz niklte hain kaali raat me jaise chaand niklta hain saaz adhura hain teri aavaaz bina nagma tera haath pakad kar chalta hain tum anmol ho aur sada anmol rahi ho koyal bol rahi hain, ya tum bol rahi ho main hun tum ho aur khamoshi tu khushbu si bikhari hain har taraf mere main divana tere shuron pe marta hun kisse badhkar aur mohabbat ke hogi main teri aavaaz ko sajda karta hun tum mujhme chhup kar kuch mujhse bol rahi ho koyal bol rahi hain, ya tum bol rahi ho main hun tum ho aur khamoshi main hun tum ho aur khamoshi kaano me aavaaz ka ras tum ghol rahi ho koyal bol rahi hain, ya tum bol rahi ho main hun tum ho aur khamoshi