Sunoji Shikari Ne Shikaar Kiya, Maar Diya Mujhe Lyrics
koi hai koi hai ai sunoji shikari ne shikar kiya maar diya mujhe maar diya, maar diya mujhe maar diya khan khan gai meri chudiyo se, chham chham gai meri payalo se khan khan gai meri chudiyo se, chham chham gai meri payalo se o chunari ko meri taar taar kiya maar diya mujhe maar diya, maar diya mujhe maar diya koi hai, pyar maine tera savikar kiya pyar kiya tujhe pyar kiya, are pyar kiya tujhe pyar kiya pyar maine tera savikar kiya pyar kiya tujhe pyar kiya, pyar kiya tujhe pyar kiya choti se tune mujhe bandh liya, tikhi tikhi nazaro ka var kiya choti se tune mujhe bandh liya, tikhi tikhi nazaro ka var kiya are jhatke ne tere mujhe maar diya pyar kiya tujhe pyar kiya, pyar kiya tujhe pyar kiya jab se khili hai piya kali mere man ki jab se khili hai piya kali mere man ki tujhko bulati hai ye khushbu badan ki chhalak rahi hai tere rup ki gagariya chhalak rahi hai tere rup ki gagariya phir bhi hai pyasa gori tera ye savariya tune mujhe bada bekarar kiya pyar kiya tujhe pyar kiya, pyar kiya tujhe pyar kiya sunoji shikari ne shikar kiya maar diya mujhe maar diya, maar diya mujhe maar diya koi hai uljhi hai lat meri kahati hai bindiya uljhi hai lat meri kahati hai bindiya tere bina hay mujhe aati nahi nindiya kisliye karti hai itani tu jaldi kisliye karti hai itani tu jaldi hatho pe rachegi mehandi aur tan pe haldi maine tere rup ko nikhar diya pyar kiya tujhe pyar kiya, pyar kiya tujhe pyar kiya sunoji shikari ne shikar kiya maar diya mujhe maar diya, maar diya mujhe maar diya khan khan gai meri chudiyo se, chham chham gai meri payalo se khan khan gai meri chudiyo se, chham chham gai meri payalo se o chunari ko meri tar tar kiya maar diya mujhe maar diya, maar diya mujhe maar diya pyar kiya tujhe pyar kiya, maar diya mujhe maar diya pyar kiya tujhe pyar kiya, koi hai koi hai lyrics typed by: neha gupta