Parakhna Mat Parakhne Me Koi Apna Nahi Rehta Lyrics

parakhna mat parakhne me koi apna nahi rahta parakhna mat parakhne me koi apna nahi rahta kisi bhi aaine me der tak chehra nahi rahta parakhna mat parakhne me koi apna nahi rahta bade logo so milne mein humesha fasala rakhna bade logo so milne mein humesha fasala rakhna jaha dariya samandar se mila dariya nahi rahta parakhna mat parakhne me koi apna nahi rahta tumhara shehar to bilkul naye andaz wala hai tumhara shehar to bilkul naye andaz wala hai humare shehar me bhi ab koi humsa nahi rahta parakhna mat parakhne me koi apna nahi rahta mohabbat ek khushbu hai humesha sath chalti hai koi insaan tanhai me bhi tanha nahi rahta parakhna mat parakhne me koi apna nahi rahta kisi bhi aaine me der tak chehra nahi rahta parakhna mat parakhne me koi apna nahi rahta