Asha O Asha Tujhe Kya Hua Lyrics

asha asha asha asha asha o asha o asha o asha tujhe kya hua kya hua na kaho mujhe asha mai to ho gayi nirasha asha o asha o asha kaisi gum ki sham aayi dil me rah gayi dil ki bat rat aayegi ye umar ki leke khushiyo ki barat leke khushiyo ki barat shakh dil ki jal gayi jab fir bahar aayi to kya ye fiza to de rahi phul khilne ka pata phul khilne ka pata koi ab kuch bhi kahe mai to ban gayi tamsha asha o asha o asha samne aayi thi manjil aake fir kyu kho gayi ek nayi manjil se wo sharmake wapis ho gayi sharmake wapis ho gayi apni aankho me naye sapne sajalu is tarah waqt aane par badal jata hai mausam jis tarah ha us tarah jo kabhi suni na thi mai samjh gayi wo bhasa asha mai asha mujhe kya hua