Kyaa Tum Wohi Ho Lyrics

kya tum wahi ho kya tum wahi ho kya tum wahi ho kya tum wahi ho kya tum wahi ho kya tum wahi ho kya tum wahi ho kya tum wahi ho apne khwaabo me mai dhundhata hu jise bandagi hai meri poojata hu jise tanha baitha hua sochta hu jise kya tum wahi ho kya tum wahi ho har ghadi in nigaaho ne maanga jise mere dil ki panaaho ne maanga jise lab pe aayi sadaao ne maanga jise kya tum wahi ho kya tum wahi ho dhime sur me koi geet gaati hai jo dil me chaahat ki lahre uthaati hai jo apne chehre ko aksar chhupaati hai jo ha tum wahi ho ha tum wahi ho ha tum wahi ho ha tum wahi ho