Shehar Mein Lekin Lyrics

chalti saanse, hanste chehare shehar to hain aabaad hamra shehar me lekin chain kahan hain aankho aankho ek kohara sa palkon palkon koi dhuaa hain shehar me lekin chain kahan hain shehar me lekin chain kahan hain haare thake bhaari kaandho par bojh liye apne apne saanso ki dori me sab ne bandh rakhe hain kuchh sapne din hain suhaane shehar me lekin chain kahan hain aankho aankho ek kohara sa palkon palkon koi dhuaa hain kise pata kitane kaalakqh hain in jalte dipo ke niche kise khabar kitne aansu yaha ke ek hansi ke pichhe baag saje hain bhara makaan hai shehar me lekin chain kahan hain aankho aankho ek kohara sa palkon palkon koi dhuaa hain nakli jhumle hi ki baate chehro par haryaali hain bhara pura ye shahar bhi yaaro andar kitna khali hain khushiyon ki har chij yahan hain shehar me lekin chain kahan hain chalti saanse, hanste chehare shehar to hain aabaad hamra shehar me lekin chain kahan hain aankho aankho ek kohara sa palkon palkon koi dhuaa hain